
Khud ko kar buland
itnaa
Ke? Himaalaya ki choti pey too jaa pahunchey
aur khuda tumse puchey?
Abey gadhey. ab utregaa kaisey

Door se dekha to
sher lag raha tha
Door se dekha to sher ag raha tha
Iss liyey paas gaya hi nahi

Bewafaa sanam
sey to cigratt achee haiy,
Bewafa sanam sey to cigratt achee haiy,
Dil jalati hai, par hoton sey to lagti hay

Kyoon apni kabar
khood-hi khod raha hai Ghalib.
Kyoon apni kabar khood-hi khod raha hai Ghalib.
La, phawda (shovel) mujhey dey.(Wah Wah)

Jisey dil diya woh dilli
chali gayi
Jisey pyar kiya woh italy chali gayi
Dil ne kaha khud kushi (sucide) kar le zaalim
Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi

Aap ney merey man sey
khelaa
Aap ney merey tan se khelaa
Aap ney merey dhan se khelaa
Well played! well played! well played!!

Mainey tujhey sau-sau
khat likhey,
Tuney kisi ka bhi jawaab nahin diya;
Kahin terey dil mein raddi ki tokri to nahin?

Woh chham chham karkey
aayee
Aur chham chham karkey chalee gayee
Main sindoor kaa dubba lekar khada raha
Woh Raakhee bandh key chalee gayee

Badi der se jinki zulfon
pe nazren jamaye baithey they Paas jaa
kar dekha to sardarji nikla (wah wah)

Gum woh cheez hai.
Gum woh cheez hai.
Jis sey kaghaz chipkaya jaata hai,
For example Fevicol (wah wah)

Humney bhi pyaar kiya
tha zindagi main, badi joshh ke saath
Humney bhi pyaar kiya tha zindagi main, badi shhor ke saath
Ab hum pyaar karengey badi soch ke saath
Kyoon ki usey kal shaamko hum ney dekha kisi aur ke saath

Teri zulf hai ya andheri
raat ka saaya
Teri zulf hai ya andheri raat ka saaya
Sar mundwa ley to saveera ho jayega (wah wah)
