Kise
Chaho Koi Jajta Nahi Hai
Kise chaho koi jajta nahi hai
Koi bhi sheher may tujhe sa nahi hai
Mera mayaar ek mushkil marhala hai
Muqabil ek bhi sajta nahi hai
Mere charo taraf hay roshni si
Kisi ko kuch yahan dikhta nahi hai
Meri gardan koi kaat daalay
Ke mera sir kahi jhukta nahi hai
Yeh zidd hay shahid ana ki
Yeh dil ab gair ka hota nahi hai

Aisa
Bhi Hota
Kabhi kabhi tu a khuda aisa bhi hota
May bhi hoojaao gum
Koi dhoonday mujhey gali hai
Her nazar may meri ankhein karey talaash
Aur may sahil ki rait ban kar
Os ke hathoon se nikal jaao
Woh rooye meri tarha aur phir
Tot kar bhikrey
May hansoonn os ki tarha
Kabhi kabhi tu a khuda aisa bhi hoo
Woh bhi uthey ratoon ko
Dar dar kar neend toor kar
Meri tarha woh bhi dekhey
Khuwaab magar
Soch soch kar
Kabhi kabhi tu a khud aisa bhi hoo
Woh bulaye may na aao
Woh dhoonday may na milo
Koi bacha manchala dastak they
Darwazay per woh jaye
Khushi khushi aur may na hoo
Kabhi kabhi tu a khuda aisa bhi hoo

Dil
Ka Kaha
Rahon pe nazar rakhna hoonton pe dua rakhna
Ajaye koi shayad darwaza khula rakhna
Ahsaas ki shama ko is tarha jala rakhna
Apni bhi khabar rakhna os ka bhi pata rakhna
Raatoo ko bhatakne ki deta hay sazaa mujhey ko
Logo ki nigahoo ko perh lene ki adat hay
Halata ki tehreer ko chehre se bacha rakhna
Bhoolo may agar is dil do yaad rakhna
Tanhai ke lamhoo ka her zakhm hara rakhna
Ek boond bhi ashkoo ki daman na bhiko paaye
Gum is ki amanat hay palkoo pe bitha rakhna
Is tarha kateel is se bartaao rahey apna
Woh bhi bura na manay dil ka bhi kaha rakhna

Kabhi
Kabhi May Sochta Hoo
Chandi raat may phoolo ki jharmit may
beth ker ghantoo may
Tumharey barey may socha
hay ke tum mere kareeb hoo
Nahi hoo phir bhi yun lagta hay ke tum mere pass hoo
Phool may khushboo ban kar , chandni may nooor ban kar
Aah may dard ban kar , dil may dhadkan ban kar, rooh may
Piyas ban kar , aur ankhoo may binaaye ban kar
Tum mere dil ke kareeb hoo may sochta hooo ke
Kya tumne bhi kabhi chandni raat may phooloo ki tarha
Mehsoos kya hay mujhey ya phir
yeh ishq ka pagal pan sirf mere he soch ka hisa hai.....

Kaha
Yeh Bass May Apne Ke Khudhi Ko Hausla Dete
kaha yeh bass may Apne ke khud hi ko hausla dete
Yehin buhat tha ke her gum per muskura dete
Hawa ke door ulajhti ungliyoon se kabhi
Hum asmaan per tera naam tuk sajaa dete
Hamarey aks may hoti jo zakhm-e-dil ki jhalak
Hum aaine ko bhi apni tarha rula dete
Hamarey paao hawaaoon ki zad may they warna
Guzarti umer ko ruk ruk ke hum sadaa dete
Ab is ki yaad se is ka badan tarashtey hai
Woh khuwab bhi tu nahi tha ke bhula dete

Do Aur Looo
Sitam karo gay khafa karein gay
Duwa karo ke dua karein gay
Jo tum karo gay woh hum karein gay
Daga mili bud dua karein gay
Bila wajay he khafa hoye tu
Hum oonh keh kar chala karein gay
Wafa ke badlay wafa karein gay

Khuwahish
Kitna acha lagta
Ke hum aur tum saath hote
Na tumse munsalik koi rishta
Mujhe pareshaan karta
Na meri koi uljhan
Tumhay tung karti
Kitna acha lagta
Jab hum door door tuk yunhin chaltey rehte
Apni apni batey kartey
Tere mere kissey suntey
Kitna acha lagta jab

Ashiq
Rait per likh kar mera naam mitaya na karo
Ankhein such bolti hay chupaya na karo
Loog her baat ka fasana bana lete hai
Sab ko halat ki tehreer sunaya na karo
Yeh zarori nahi her shaks masihaa hi hoo
Piyar ke zakhm amanat hai dikhaya na karo
Sher-r-ehsaas may kante buhat hai
Dil ko sheeshey ke jharoonkoon may sajaya na karo

Hum
Loog Na They Aise A Waqt Gawahi De
Hain jaise nazar atey
A waqt gawahi de
Hum loog na they aise
Yeh sher na tha aisa
Yeh roog na they aise
Deewaar na they rastey zindaan na thi basti
Azaad na they rishtey jaljaan na thi hasti
Yun maut na thi sasti
Yeh aaj jo surat hay halat na they aise
Yun gair na tha mausam din raat a they aise
Tafreek na thi aise
Sanjoog na they
A waqt gawahi de
Hum loog na they aise

Khafa
Tum bhi khafa hoo loog bhi bharam may dostoon
Ab hoo chala yaqeen burey hum hain dostoon
Apne siwa hamaray na honay ka gum kisse
Apni talash may hami hum hay dostoon
Kuch aaj sham se hay dil bhi bhuja bhuja
Kuch sher ke charhag bhi badham hay dostoon
Is sher-e-arzoo se ab bahar nikal chalo
Ab dil ki ronakein bh koi dam nahi
Next |
 |

Only
for you....( |
|
) |
|